Tamaam kaamo ku sunnat ke mutaabiq karne ki kowshish karna

· 19 Safar 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamfollowing the sunnah

Question

Mai ek din khwaab me dekha k mai roze mubarak ke bilkul samne quran padhraha tha. Kuch hi din baad mai dekha k Roze mubarak se thodi door ek shaks ne namaz padhi mai inku dekh kar mai b namaz padhya. Aur namaz bilkul seedhi jaha Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ko salam pahunchathe hai waha padhi. Namaz qibla k taraf nahi padhi magar namaz Roze mubarak ko rukh kar k padhi gayi. Maine ayk Moulana ke bayan me suna ke khaab me qibla ilawa rukh kar ke namaz padhne ka tabeer ye hai k Deen k kaam tho kar rahe hai magar ghalat tareeqe se.

Answer

Tamaam kaamo ku sunnat ke mutaabiq karne ki kowshish kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.