Khwaab me bandar dekhna

· 28 Muharram 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamthree quls and aayatul kursi

Question

Mujhe apni khwab ki tabeer maloom karni hai. Maine dekha ke ghar main chota bandar ka bacha ha or khosa gaya ha itne main bandariye mil gai hai or woh bacha us se mil gya ha main deikhe rahi hoon or khe rahi hoon bacha mil gaya bandariya se , pher mari ankhe khol gai. Maloom nahi is khwab ki kya tabeer ho sakti hai please agar aap jante hain to meri madad karain isko samjhne main.

Answer

Paanch waqt ki namaaz ke ba'd owr sowne se pehle teen qul (Surah Ikhlaas, Surah Falaq owr Surah Naas) owr aayatul kursi parh lia kare. Allah Ta'ala aap ku tamaam shar se hifaazat farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.