Zehni sowch owr khiyaalaat ki wajah se khwaab dekhna
Question
Mere ek phupu hi jinhone mujhe unke ladke ke liye pucha tha. Lekin humlog ne mana kardiya. Uske bad se mujhe aksar khawab me wahi log aate hain aur meri unke bete se shadi ho rahi hai. Ye khwaab bar bar aata hai.
Answer
Is qism ke khwaab kabi zehni sowch owr khiyaalaat ki wajah se hote he. Lekin agar aap usse shaadi karna nahi chahti, to is ki taraf diyaan ne de.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.