Khwaab ki ta'beer

· 6 Jumada II 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mein hamesha khwaab mein dekhti hun ke mere shohar meri jhitani se pyaar karte hai. Har baar dekhti hun. Mein kya karun mein bahot pareshan hun. Mene ye khwab kisiko bhi nahi bola. Please sir help me out. Kya ye khawab sach hai ya sirf ek khwab? Mein kya karun?

Answer

Is khwaab ki taraf diyaan ne de. Kabi zehni khiyaalaat se ye paida hota he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.