Zehni khiyaalaat ki wajah se khwaab dekhna

· 21 Muharram 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamthoughts

Question

Mere khab mein mere sasural jati hun jethani ke ghar waha mere jethani bolte hai aj apki shadi ho ke 2 saal ho raha hai bolkar khana bananate bolte hai utne mein mere shohar akar bed par let jate hai phir waha ek ladki ati unke pair ke paas baith kar unke nakhun dekhti hai mein wo logo ko dekh kar roti hun ki unhone dusri shadi karli mein waha se rote huve chali jate jate waqt waha ghar kuch badlava dikhta hai andar se dusra darwaza ban gaya phir mein waha se chali jati hun. Mera khula hogaga ho kar ek saal hora. Mufti saab plz ap is khab ki tabeer batadijyea.

Answer

Aap ke zehn me aap ke nikaah ke zamaane ke khiyaalaat bohot he jis ki wajah se aap is tarah ke khwaab dekhti he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.