Khwaab mein apne aap ku pareshaan dekhna
Question
Mere khwaab mein mere shohar ki dusri shadi ho rahi hai sab meheman aye huve hai mein aur mere ami bahar se dekhte hai mein bohot roti hun. Itne mein meri seheli se bolti hun uno aj tak nai jhuke, meku dhoka diyea, jab ki mera khula huva hai mere shohar se. Aap plz is khwaab ki tabeer batadijyea. Dua ki darkhaast.
Answer
Allah Ta'ala aap ke lia asaan farmae owr aap ke mustaqbil ku rowshan farmae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.