Khwaab ki ta'beer

· 18 Shaʻban 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Meine mere khab mein dekha ki mein mere sasural gayi Ami aur meri ek seheli ke saath mere saasu maa mujhe ek nayi janimaz aur Quraan Shareef dete hai aur bolte hai bete yea apke the aur apke hai. Mere gold set bi dikhate hai. Mein phir meri seheli ko dikhti hun jab ki mera khula huva hai mere shohar se. Aap please meherbani karke is khab ki tabeer batadijyea aur dua kijyea. Mein mere shohar phir se shadi karna bolke Allah paak mere shohar ke dil mein mohabat dalke uno apne ap se wapis ana bolke dua kijyea. Ap plz meherbani karke is khab ki tabeer batadijyea.

Answer

Allah Ta'ala aap ke lia asaan farmae. Namaaz ke ba'd ye attached dua parhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.