Zalzala se muraad khwaab me

· 2 Muharram 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamearthquake

Question

Khwaab mein meine dekha ki mere ghar mere khala bi aye hai aur hum log kahi ja rahe hai us waqt ek bohot bada zal zala aya hai aur road adi tut gayi hai kuch log ek taraf aur kuch log ek taraf hogaye hai mere ammi papa meri behen aur khala mujhe pukar rahe hai is taraf aao lekin darad ki wajh se mein ja nahi pati hu,mujhe bohot dar lagta hai. Mufti saab mujhe is khab se bohot dar laga. Meherbani karke ap is khab ki tabeer batadijyea please aur dua kijyea.

Answer

Zalzala se muraad zamaane ke fitne. Fitne ke waqt hum ku chaahiye ke hum nek log ke saath rahe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.