Khwaab me zalzala dekhna

· 19 Shaʻban 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mere khwaab mein zalzala ane wala hai log bol rahe hai. Itne mein ek bara bail raaste mein araha hai meine bol rahi hun Masha Allah. Allah Paak ki kya karamat hai itna bada bail aur 2 bade makhdiya. Mufti saab meherbani karke ap is khab ki tabeer batadijyea.

Answer

Ye fithno ki taraf ishaarah he. Allah Ta'ala Imaan owr Deen ki hifaazat farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.