Khwaab me ghar chowrna
Question
Mai khwaab me ghar chor kar hamesa ke liye jara tha. Me apne abba se bola ke mai ja raha hu phir kabhi nahi aaunga aur nahi gaya.
Answer
Is qisam ke khwaab kabi zindagi me kisi tabdeel owr tagayyur par ishaarah hota he masalan safar karna ya ghar muntaqil hona ya nikaah karna. Nikaah se aadmi ki haalat pehle se poore towr par badal jaati he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.