Aakhirat ku yaad karna

· 19 Safar 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamthinking of death

Question

Maine khwaab main dekha he ke main kisi ki shadi main gaya hu aur dulhe ke sath hu aur samne se janaza ja raha h kisi ka, tab se main bahot pareshan hu ki iska kya matlab ho sakta h, aap meharbani karke iski tabeer bata dijiye, main roz sureh yaaseen sharif padhta hu kisi bhi waqt kisi khas maqsad ko pura karne ke liye, kahi ye nuksaan deh to nahi?

Answer

Khushi ke waqt me bhi aadmi apni maut owr aakhirat ku yaad kare owr usku ne boole.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.