Rowzana ghar me ta'leem karna

· 27 Safar 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamta'leemhusband

Question

Mere room me nahali bichi huvi jis par my roz soti hun to khawab me my ne a dekah ke o nahali means bed par ful miti ke colour ka pani aga hai o doob raha hai bed os k sat mere zevar b udhar hi mujhe fiqeer lagi hai k o zevar b doob na jaye aur aur my koshish kar rahi hun k bachalo magar pani full gaya my kabrat me sochti hun a pani kahan se aya jo doba jarah hai etne my apne mal ki hifazat karti hun pani bhut ajata hai bed pani se ful hojata aur jaise my bahar kar dekti hun to ful barish toofan pani behja raha hai my kisi window pakadh k kardhi hogayi aur sockhti hun kaise a sab hogayana tabhi meri ank khul gai to please iss khawb ki tabir batayega.

Answer

Aap apne ghar walo ke saat rowzana ghar me Fazaa'il-e-A`maal, Fazaa'il-e-Sadaqaat owr Behishti Zewar ki ta`leem shuru' kare. Issy tarah Qur'aan Shareef ki tilaawat subuh owr shaam kare. Paanch waqt ki namaaz par paabandi kare owr tamaam na mahram lowgo ke saat purda ka ihtimaam kare. Showhar ka ihtiraam kare owr un ke huqooq poora kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.