Ghar me rowzana ta'leem karna
Question
Maine dekha ki ayk saanp merey pistan ka doodh zor se pe raha hai aur zor mehsoos ho raha hai. Raat 12:35pm tha.
Answer
Aap apni awlaad ke saat rowzana ghar me Fazaa'il-e-A`maal, Fazaa'il-e-Sadaqaat owr Behishti Zewar ki ta`leem shuru' kare. Issy tarah Qur'aan Shareef ki tilaawat subuh owr shaam kare. Paanch waqt ki namaaz par paabandi kare owr tamaam na mahram lowgo ke saat purda ka ihtimaam kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.