Khwaab ki ta'beer
Question
Maine khwab me apni app me sulaiman alyhisaalm dheka aur aag lage hai main aag Ku keh raha hu ke (qul ya naru kooni bardao) aur a ayath padhi aur aag KO guse me kehraha tha aur baad wo thandi ho Gaye aur budhe ke shakal iqtar karle. Ye khwaab maine subha ke 6/7 baje me qarib dhekha tha.
Answer
Paanch waqt ki namaaz apne saheeh waqt par parhne ka ihtimaam kare owr tamaam na mahram lowgo ke saat purda ka ihtimaam kare. Rowzaana fazaail-e-aamaal owr fazaail-e-sadaqaat ki ta'leem aap ghar me kare apne ghar waalo ke saat.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.