Khwaab me darbaar ke paas jaana
Question
Mera sawal yah hay ke main nay Wednesday ki raat koi 3 bajay k bad aik khawab daykha k main aik darbar par gaya hoon k mujhay andar mazar tak janay k muka mill jata hay or meray hath main oil hay charaghoon main dalnay k liya k wahan meri mulakat aik malang say banday say hoti hay jo meray hath say oil pakar k rakh layta hay or mujhay kahta hay k kal ana or who itna kah k malang chala jata hay or phr main mazar pay hazri day k or bosa kar k aa jata hon k meri ankh kul jati hay. Please mujhay is ki tabeer batain.
Answer
Tamaam kaamo ku Sunnat ke mutaabiq kare owr aysi jaga jane se parhez kare jaha bepurdagi hoti he owr bidaat hoti he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.