Khwaab me Quran majeed hath say nechay gir jana

· 1 Jumada I 1435 AH1 min readEnglish
Khwaabo ki Ta'beer

Question

Mein nay khawab mein dakha ke meray hath say Quran majeed nechay gir gia. Is ki kia tabeer hay?

Answer

Tamaam gunaaho se bacho kaas towr par wo gunaaho jo Deen ke Sha'aair ke bad ihtiraami owr be adbi se hota he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.