Qur'an Shareef ki tilaawat ka ma'mool banaana

· 19 Rabiʻ I 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamta'leemqur'an

Question

Hamne raat me sapne me dekha ki mera dost jo mere ghar pe bachchon ko padhane ata he, wo khud ur rha he aur uske zariye rassi pakad kar uske neeche mai bhi ud rha hu. Ayk do bar mai babul ke ped me fans bhi jata hu aur gir jata hu, lekin fir se rassi pakad k udne lgta hu aur udte hue mai tamam chidiyon ka peechha krta hu. Please hame iski tabeer btaye.

Answer

Apne lia Qur'an Shareef ki tilaawat ka ma'mool banaaw owr rowzana Qur'an Shareef ka kuch hissa parho. Issy tarah rowzana apne ghar waalo ke saat Fazaail-e-Aa'maal owr Fazaail-e-Sadaqaat ki ta'leem karo. Allah Ta'ala Deen ki Saheeh samajh naseeb farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.