Aakhirat ki fikar saamne rakhna
Question
Maine khwab dekha ki meri qabar khudi hai aur log keh rehe hain ki main to abhi zinda hu magar main us qabar me kud jati hu aur qabar ander se ek kamre ki tarha hai. Meherbani karke is khwab ki tabeer bataiye main bahut pareshan hu badi mushkil se ye site mili hai.
Answer
Musalmaan ku chahia ke har waqt aakhirat ki fikar saamne rakhe owr qabar ke lia tayyari kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.