Tamaam na mahram larkiyou owr awrato ke saat purda karna

· 13 Rabiʻ II 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamadopting purda

Question

Mainay dekha kay meri barri phupho ki beti 'H' bemaar hoti hai apnay ghar may lekin woh hamaray ghar aa kar dewaar ke sath neechay bath jati hai. Phir aur log bhi aa jatay hain aur 'N' be aati hai jissay may pyar karta hoon. Phir sab meri dadi ke ghar jatay hain jahan par may 'N' pass ja kar kharay honay ki koshish karta hoon magar meri behn us k sath khari ho jati hai aur may thoray faaslay par khara ho jata hoon. Please es khuwaab ki tabeer btayaain jitna jaldi ho sakay.

Answer

Tamaam na mahram larkiyou owr awrato ke saat purda kare. Purda ne karne ki wajah se aadmi gunaah me phas jaata he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.