Khule maidaan me azaan dena

· 27 Rabiʻ II 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamazaan

Question

Mera khwaab ye hai ke khule maidaan hai aur main khule maidaan mein asar ki azaan de raha hon. Iski tabeer kya hogi?

Answer

Paanch waqt ki namaaz apne saheeh waqt par musjid me parhne ka ihtimaam kare owr purda ka ihtimaam kare tamaam na mahram lowgo ke saat. Lowgo ke huqooq ada kare owr tamaam mushtabah owr haraam cheezo se parhez kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.