Khwaab me ujaala dekhna
Question
Shaadi ke istekhara ke sapne me sirf ujala dikhne ka kya matlab hota he? Is khwab ki kya tabeer hai?
Answer
Ye acha khwaab he. Jis ke lia istikhara kya gaya, agar us ka Deen, akhlaaq owr aadaat ache ho owr downo khaandaan nikaah se khush he, to aap shaadi kar sakti he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.