Istikhaara karne ke ba'd khwaab nahi dekhna

· 22 Rabiʻ II 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurduistikhaaradreamconsulting parents

Question

Mai kisi larki ko pasand kerta hu. Maine meri ami ne or larki ne istikhara kia lakin kisi ko kuch nazar nai aya. Maine khud istekhara teen din lagatar kiya magar kuch bhi nai aya. Please iski tabeer bataen.

Answer

Istikhaara karne ke ba'd khwaab dekhna zuroori nahi he. Jis larki se nikaah karne ke lia aap ne istikhara kya, agar wo neak ho, us ki aadaat owr akhlaaq acchi ho owr tumhare maa baap owr larki ke maa baap nikaah ke lia khush ho, to aap un se nikaah kar le.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.