Khwaab ki ta'beer

· 23 Rabiʻ I 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Maine rishte ke silsile me istikhara kiya. Pehle kwaab me maine apne aap ko dosto ke saath khush dekha. Aur usi raat maine Khwaab me maine janaza dekha. Is ka kyaa matlab hey? Suggest karey ke rishta sahi hey ya nahi.

Answer

Jis larki se nikaah karne ke lia aap ne istikhara kya, agar aap owr aap ke maa baap us ke Deen owr akhlaaq se khush he, owr larki ke maa baap, apni larki ka nikaah aap se parhaane ke lia bhi khush he, to aap shaadi karsakte. Khwaab acha he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.