Purda ka ihtimaam karna

· 18 Jumada I 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Meri maa ko khwaab aayi thi aur us khwaab may mai aur meri maa inner (bra) ki baath kar rahe hay jaisa ke may naye se two white (safed) inner (bra) khareedke maa ko dikha rahi thi. Phir meri maa ne keh rahi thi ki a kew tu ne two inner white (safed) hi leli? Kya ache hay jab maine jawaab dee ki tujhe pataa nahi hay maa a bahuth class se rahenge. A sab ghar ki darwaaza (entrance) ke paas khade ho kar meri naanijaan a sab dekh aur sunkar hass rahe hay (jo bahuth nake aurat the aur 10 saal ke pahele hi unki inthakhaal ho chuki hay) aur unki chehra khushi. A khwaab meri maa ko johar ke wakhth ke baad aayi thi. Isme allah se mujhe kyaa ishara hay?

Answer

Tamaam na mahram lowgo ke saat purda ka ihtimaam kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.