Wazifa parhna
Question
Mera ek kam hai aur iski madad ki talab Allah se hai. Me Esha ke bad us kaam ke liye do mukhtalif wazife karti hun. Kia ye sahih he? Kyun ke suna hai k ek kam k lie ek hi waqt me ek wazifa kia ja sakta hai. Is se zyada nahi. Bara e meherbani islaah kar dijiye!
Answer
Agar wazeefa parhne ka maqsad saheeh he owr alfaaz bhi saheeh, to jaaiz he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.