Do wazifah ek saat parhna
Question
Mujhe ye jaanna hai ki hum do wazifa ek sath kr sakte hai? Ek maqsad ho ya dono alag? Is ka koi ulta asar to nai hoga na?
Answer
Agar alfaaz saheeh ho aur niyyat aur aqeedah bhi saheeh ho aur jis maqsad ke liye wazifa parh rahe ho wo bhi jaaiz he to aap parh sakte.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.