TV par drama show dekhna

· 7 Jumada II 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaaturdudrama

Question

Kia aesy dramay or drama ke scene ya show dekh saktay hn jin ma be-hayai na ho jab ke drama dekhany se toba ki ho? Toba to gunah pe hoti he agar in ma be-hayai na ho to gunaah to nahi he jesy kisi ma thori hidayat ho ya jo mashray ma hota he wo ho etc?

Answer

Shariat me tamaam jaandaar cheezo ki tasweer haraam he. Hadith Shareef me aya ke Qiyaamt ke rowz sab se ziyaada sakt tareen azaab un logo ke upar dala jaega jo jaandaar cheezoki tasweer khenchte the ya dhekte the. Jab aap ne is gunaah se tawbah kardiya, to ki taraf kyu lowtna chahte?

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.