Khwaab me wafaat paana

· 13 Jumada II 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreampassing away

Question

Mein ne sab se pehle khwab mein jooto ki dukan dekhi ha lekin koi pasand nahi ayi aur baad mein apni wafat hui phupo ko dekha ha ji boht jawan ha. Please mujhey is ki tabeer bataein.

Answer

Wafaat paane se muraad ayk haalat se dowsri haalat ki taraf muntaqil hona. Allah Ta'ala aap ki haalat behtar banae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.