Qasam ke baare me shak
Question
Maine quran par haat rakh kar kasam khaya ki maine ek insan ko phele gali nhi diya us insan ne mjhe phele gali diya lekin mere dil mai ek shak hai ki kahi maine hi to phele gali nhi diya hoga mai bht pareshan hu ab mjhe kya krna chahiye?
Answer
Agar aap ku shak ho owr aap yaqeen ke saat nahi jaante he, to qasam nahi tootgai. Lihaza us ki taraf diyaan ne do.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.