Neak Aa'maal lowgo ke saamne zaahir ne karna

· 5 Rajab 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamgood deeds

Question

Me ne khwaab ma ayk gher dekha he boht light wala asmaan per or raat horahi ha jiyse hi ma kisi or ko batati hoon to wo gayab hojata ha is ki tabeer bata den or saat hi red roses ka ban hoa sehra dekha Ha.

Answer

Allah Ta'ala aap ki zindagi ku munawwar banae. Lekin aap apne neak aa'maal ku lowgo ke saamne zaahir ne karo. Zaahir karne se barkat chalijati he owr ikhlaas me kami hojati he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.