Shia ke school me kaam karna

· 14 Rajab 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsAqeedaFirqo ka bayaanShi'eeyyatTijaarat aur us ke mutalliq masaailNowkri

Question

Shia ke ayk school me Muslim asaatiza asre taleem de rahe he. Waha ka ayk qaanoon he ke koi mazhab ka aadmi apni mazhabi ibadat0 ke liye nahi ja sakatha chunaanche muslim asaatiza namaaz ko nahi jaasakthe hatta ke jumua ki namaaz ko bhi janeko ijaazat nahi he. Ayse school me khidmat karna jaaiz he ya nahi ya koi aur surat nikal sakte he?

Answer

Ayse school me har giz khidmat nahi karni chaahiye. Ye to kaafiro se bad-tar he. Kaafir bhi namaaz parhne ki ijaazat to dete he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.