Ghaib se rizq haasil karna

· 20 Rajab 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWazaaifurduwazifawealth from the unseen

Question

Mera sawaal hai keh insaan jis ke paas koi bhi duniyavi kaam kaach karobaar naukri nahi ho or ussay duniya ka kisi kaam bhi nah aata toh kya usse aise wazifa jaisa keh gaib se rizq or daulat hasil ho nay ka wazifa ke zariyae se kya wo apne zindigi mei guzara ho saktae ho? Kyun keh Allah hee keh siwa kisi aur ke mohtaaj nah bannae.

Answer

In baato ko choro. Mehnat karo. Allah Ta`ala barkat dega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.