Khwaab ki ta'beer

· 18 Shaʻban 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreampantsnikaah

Question

Mai ne khwaab dekhi person ke pajama hta hai white colour ka wo mai kharedti hun or meri mama kehti hai ke koi or dekho mai nni manti phr unk kehne pr apna pajama or baki ek 7 match krti hUn tow mre wala pajama zyda white hta hai. Phir kehti hun mai ke dkha mre pasnd ka zyda white hai phr mama maaan jati hai or mai ly lyti hUn Matlb bta dyn. Kya mri psnd ki hogi shadi jo khwb mai aya k mai apni psnd ka lyti hUn pajama?

Answer

Allah Ta'ala aap ku ayse rishta naseeb farmae jo naek owr munaasib ho owr jisse aap ki maa baap owr doowsre khaandaan wale khush hojae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.