Khwaab

· 1 Dhuʻl-Hijjah 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mujhe aap sy apna ek khwab ki tabber puchna the.Mere abhi student hoon mera abhi 2nd year ka result ahaya h. Mei na khawab dkha hain ka mere beti hote h. Ur woo bhoat zyda kah ly had sy b zyda khobsurat hote h. Mera ami abu bhai sab us koo dkh ka khush hota h ur phla usa mera abu na uthaya hota h phr mera chota bhai in sy lyta h ur khud utha lyta h. Phr mei an sab koo dkh ka muskara rahe hote h. Ur phr mere ankh khool gaye.

Answer

Ye nikaah ki taraf ishaarah he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.