Khwaab me janaaza dekhna
Question
Khuwab main nay dhkaa aik jaga buhat saray janazy hain hain aur main pass khara hon aur aik buzrg bi hain . Aur bus aik do loog aur hain.
Answer
Maut ki taraf isharah he. Har ayk ku apne maut ke lia tayyari karna chahia aur aakhirat ke lia fikr karna chahia.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.