Khwaab mein janaza dekhna

· 23 Muharram 1435 AH1 min readEnglish
Dreams

Question

Main aksar khwab mein janaze dekhta hun. Kal rat bhi maine 5 janaze dekhe aur ek janaze mein body dekhi jiska hat aur pair janaze ke bahar tha. Koi kah raha tha ke shaheed ka janaza hai. Meherbani farma kar is khwab ki tabeer batain.

Answer

Har ayk ku chahia ke apni maut ke tayyari kare. Ye khwaab bohot acha he. Aap ku apne maut par yaad dila raha he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.