Bad-dua

· 22 Shawwal 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehaturdubad-dua

Question

Agar ki ke walid ne apne bete ko bad-dua di hu, aur kaha ho ke baap ki bad-dua wapis nahi aati. Aur uska beta shadeed bemar hogaya ho. Tu kya walid ke mar jaane (dead) ke baad bad-dua ka asar khattam hojata hay?

Answer

Aap apne waalid keliye du`aa karte rahe. Unki taraf se sadaqah kare aur unki dosto aur rishtedaaro se nek sulook kare. Insha-Allah unki bad-du`aa nahi milegi aur Khuda ke yahaa waalid ka farma bardaar shumaar kya jaayega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.