Khwaab ki ta'beer

· 26 Shawwal 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreammarital problems

Question

Mujhe ek khwab ki tabeer puchni thi aur o Maine fajr ke namaaz ke bad dekha that. Meri shadi ko 4 saal hi magar 1 & half year se choti si ladai ke liye mera shohar mujhse alag hona chahta hi mi use bhul ni parahi hu aur a court me chal raha hi. Do din pehle mine khwab me apne shohar ko dekha aur dekha ki mi uske sath hu aur bahut khush hu aur hamne jama kia phir o mujhe apne sath legaya aur usne mere liye kisi k sath ladai bhi ki iski tabeer kya hi. Mai koi decision ni le parahi hu kyun ke mi use mohabbat karti hu aur o mujhse talaaq Lena chahta hi.

Answer

Allah Ta'ala aap ki pareshaani door farmae. Namaaz ke ba'd ye attached dua parhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.