Khwaab ki ta'beer

· 13 Dhuʻl-Qiʻdah 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Khwaab ki tabeer bataen. Meny dekha ke men apni dosto ke saath apni ami ke room men jati hu. Waha abu or degr gharwaly bhi hoty hen. Ammi boht sakhat bimar hoti he. Abu kehty hen hamara bht bara nuqsan ho gya. Jab men zara agy ho ke dekhti hu abu ne ami kapaoun kata hota he bimari ke bais. Men ye dekh ke rony lag jati hu. Aik bartan men khonzada pani or paou ki hadi pari hoti he. Me roti hu ke esa ku kia?

Answer

Aap apne maa baak ki khidmat har waqt kare owr un ke huqooq poora kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.