Khwaab ki Tabeer
Question
Mein ne khwab dekha keh mein talab (stream) hain. Waha mein ghusal kar raha ho aur moonh mein bhi pani dal raha ho aur saath saath pani se bhi bahar araha ho aur bahar ajata ho pani se. Please iski koi tabeer hain to share kare.
Answer
Ye khaab safaai ki taraf ishaarah he. Mu'min har waqt wudhu karta he, namaaz parhta he or neak suhbat me rehta he. Us se us ku safaai milti he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.