Khwaab
Question
Maine khab me dekha k baahr baarish ho rahi h mai ghr me hu aur chat(roof) se barish ka pani ghar me a raha h. Mai me shohr se kehrahi hu k chat se pani kaise aaraha h.. is ki tabeir bataiye.
Answer
Baarish se muraad Allah Ta'ala ki rahmat he. Allah Ta'ala aap aur aap ke ghar waalo ko apne rahmat me dhaample.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.