Khwaab ki ta'beer

· 18 Dhuʻl-Qiʻdah 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Ghar main jin rishty dar say naraz hoon wo khwab main daikhte hoon k main nay aik buchy ko utthaya hua hai owr upstair (serian) char kar uooper jate hoon owr wahan per buchoon ko quran perha rahe hoon owr sun rahe hoon main pak say bahir hoon owr aapny buchoon ke taaleem ke wagha say kafe perashan hoon.

Answer

Allah Ta'ala aap ki pareshaaniyo ko door kare aur aap ko logo ke nafa' ka zaree'a banaaye. Namaaz ke ba'd ye attached dua parhe

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.