Khwaab ki ta'beer

· 3 Dhuʻl-Hijjah 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamfollowing the sunnah

Question

Me ne dekha khawab mae ayk medaan hae jahan peyare rasool ki kabar e anwar hae or us ke upar sofadi hae magar koi kappra nahi hae sofaid koi liquid zada chiz hae owr saat kisi owr ki bhi kabar he. Please bataye mae buhat pareshan hon is ki kia tabeer ho gi?

Answer

Aap apni zindagi ku huzoor (sallallahu alaihi wasallam) ki mubaarak zindagi ki mutaabiq guzaarde. Tamaam kaam ku sunnat ke mutaabiq karne ki kausish kare aur ghunaaho se parhez kare. Is tariqe se aap kamyaab honge aur Allah Ta'ala aur Allah Ta'ala ke Rasul (Sallallahu Alaihi Wasallam) aap se khush honge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.