Kisi kaam karne me taraddud

· 6 Dhuʻl-Hijjah 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamistikhaara

Question

Mai ney istghara ki do rakath namaz padkar so gaya. Khwaab me dekha ke mujhe police dhoond rahi hai aur mai chup raha hun, akhir muje police ne pakad liya aur mere hath ko bandha, mai ne dargast ki aur unhone chud diya maherbani kar ke kwab ki tabeer bataye aur kiya jiskeliye me ne istghara kiya us kam ko korun ya na karoun maloom kare.

Answer

Agar aap ku taraddud ho us kaam ke baare me, to qubool ne kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.