Khwaab me pahaar ku charna
Question
Meine ek khwab dekha kein mein ek bahot bad pahad chad raha hu. Mere pair pahad par bhi nahi tike. Bas mein 2 ungli lagata hu aur upar ki tar mano ud kar jata hu. ese hi upar jakar bhi bas do ungli se upar ko uth jata hu. Pahar kafi sidha tha. Iski tabeer kya hai?
Answer
Allah Ta'ala aap ki pareshaaniyo ku door farmae owr aap ke lia asaani paida farmae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.