Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki sunnato ku apni zindagi me laana

· 7 Muharram 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamfollowing the sunnah

Question

Ye khwaab mene shayad ayk saal pehle dekha tha khuab ye hai ke main kaba ke paas khada hu aur bahut sarey loog waha hai par ek auchi jagah par ya mimber par huzoor muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) tashreef farma hain unhone teen chaar bataein kahi thi jo main bhool gaya aur maine unka chehra khuab me dekha tha unki darhi buhat khubsoorat thi aur chehra javan.

Answer

Agar aap Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) se qareeb hona chate, to unki sunnato ku apni zindagi me le aw owr gunaaho se parhez kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.