Shaadi me pareshaani

· 19 Muharram 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehaturdumarital problemsrepentance and tawbah

Question

Pasand ki shadi ki thi paanch saal pehle. Tab se aaj tak sirf larai jhagra or kuch nahi. Talaaq dena chahta hun. Ayk masla ha hamara aik bacha ha 10month ka. Nikah me haq mehr 200000 lakh mujal, 200000 ger mujal or is k ilawa aik ye hai ke pasand ki shadi ha or wo wapis apny ghar nahi ja skti becoz thay will kill him. Talaaq ki waja betahasha zuban darazi or batemizi ha.

Answer

Allah Ta`ala se khoob du`aa maange aur apne ghalatiya se taubah karlo. Makaan me rozana Fazaa'ile A`maal aur Fazaa'ile Sadaqaat ki ta`leem shuroo karlo. Rozana Qur'aan Shareef ki tilaawat, zikr aur du`aa bhi karte raho. Namaaz apni waqt par parhlo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.