Pasand ki shaadi ke lia dua karna

· 3 Safar 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadiurdunikaahlove marriagedua

Question

Mai ye puchna chahti hu ke islam mai toh pasand ki shadi ko jaiz qarar dya gaya hai lekin agar koi larki kisi larkey ko pasand karti ho or Allah se mangti ho us larkey ko toh gunnah toh nahi hai mangna? Qu ke wo Allah se mehram ke roop mai mangri hai mujhe tafseel se bataein or asan urdu mai bataein.

Answer

Dua karna jaaiz he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.