Mujhy aik larki pasand he
Question
Aap sy aik sawaal karna tha k mjhy aik larki pasand hai per wo mujh sy 5 saal bari hai aur wo bhi mujhy pasand karti hai to kia hamari shaadi ho sakti hai? Aj kal hum per bohot museebtn aa rhi hai us ka rishta aa gya hai mufti sahib aur wo inkar kar rhi hai per uski ami usko majboor kar rhi hai. Ap agar koi hal bata dy to apki bht bht meherbaani ho gi shukriya.
Answer
Aap ke lia ye behtar hoga ke aap apne ma baap se kahe ke wo larki ke maa paab se baat kare. Agar downo khaan daan khush, to aap un se nikaah kar sakte he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.