Aakhirat ke lia tayyari karna
Question
Hamne ye janna he ke meri ammi ne khwaab dekha ke wo chat par leti he or bijli bohot tez kadak rahi he or wo bijli bar bar ammi ke pas aa rahi he to ammi mujhse kheti he ki lagta he ki ab mera time aagya he or kalma padne lagti he. Please mujhe is khwaab ki tabeer bta dejiye. Mai bohot pareshan hu.
Answer
Sab ku chahia ke aakhirat ke lia tayyari kare owr maut ke lia bhi tayyari kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.